Electrolytic Capacitor – Identifiction, Works or Faults in Hindi
Electrolytic
Capacitor – Identifiction, Works or Faults in Hindi
Mobile
Phone PCB per is type ke capacitor 1-2 hi lage hote hai. Kuch mobile handsets
me yah battery connector ke aas-paas
laga hota hai. Yah capacitor non electrolytic capacitor ke shape or size ke
compare me bahut bade hote hai. Is capacitor ko short me mobile repair
technician ‘filter’ bhi kahte hai. Kyonki yah capacitor current ko filter karte
hai. Is capacitor ki pcb per pahchan krne ke liye apne pas kisi phone ki pcb ko
lijiye.
Identification:
Mobile Phone ki pcb per yah 2 colour me laga mil jata hai –
1. Black Colour Ke Sath Ek Side
White Dhari
Yah black colour ke sath white dhari ke sath milta hai. Isme dhari wala point
positive (+) hota hai. Isliy hathate or lagate time dhari wala point kis or
iska khas dhyan rakhe.
2. Yellow Colour Ke Sath Ek
Side Brown Dhari
Yellow colour ka hota hai or Brown colour ki ek side dhari hoti hai.
Works:
Yah Current ko filter krta hai or current ko stores bhi krta hai.
Faults:
Iske kharab hone per current filter nahi ho payega or current stores bhi
nahi hoga.
Notes:
Electrolytic
Capacitor me Dhari wala point positive (+) ka hota hai. Isliye yadi yah faulty
hota hai to ise remove krte time dhyan rakhe ki iska + point kis or solder huya
tha. Solder krte time positive point ki or hi dhari rakhe
Practice:
Apni mobile phone ki PCB per check krke pata kare – aapke phone me kis colour
ka electrolytic capacitor laga hai uski location ka pata kare.
Kya
Aap Jante Hai ?
Non electrolytic capacitor ke compare (tulna) me Network Capacitor 2-3 guna
adhik bada hota hai. Jo pf capacitor ki tarah hi dikhta hai. Lekin isse height
or width me kai bada hota hai.
Mobile
repairing sikhna bahut aasan hai. Aap continue sikhte rahiye kuch time bad aap repair
krna bhi sikh jayenge. Ab aapke sapne ke bich aapki financial problems nahi
aayegi. Sikhte rahiye, smile ke sath
Identification:
Mobile Phone ki pcb per yah 2 colour me laga mil jata hai –
1. Black Colour Ke Sath Ek Side White Dhari
Yah black colour ke sath white dhari ke sath milta hai. Isme dhari wala point positive (+) hota hai. Isliy hathate or lagate time dhari wala point kis or iska khas dhyan rakhe.
2. Yellow Colour Ke Sath Ek Side Brown Dhari
Yellow colour ka hota hai or Brown colour ki ek side dhari hoti hai.
Yah Current ko filter krta hai or current ko stores bhi krta hai.
Iske kharab hone per current filter nahi ho payega or current stores bhi nahi hoga.
Apni mobile phone ki PCB per check krke pata kare – aapke phone me kis colour ka electrolytic capacitor laga hai uski location ka pata kare.
Non electrolytic capacitor ke compare (tulna) me Network Capacitor 2-3 guna adhik bada hota hai. Jo pf capacitor ki tarah hi dikhta hai. Lekin isse height or width me kai bada hota hai.
Labels: best mobile repairing institute in nagpur, mobile repairing, mobile repairing class, mobile repairing course, mobile repairing course in hindi, mobile repairing institute, Umang Class